Marquee text/code aur image kya hai?
marquee html
Namaskar dosto mme apka dost vijay singh ek fir bahut helpfull post likh raha hu aur ummeed karta hun apke liye ye post bahut hi helpfull rahegi. Baise me apko bata du mene bahut se bade-bade bloggers ke blog padhe hai. To mene bhi 2016 me apna ek chhota sa blog create kiya www.onlyhindigk.blogspot.com jise aap logo ka bahut sara pyar mil raha hai.dosto me jo bhi apne bade bhai jaise blogger- amit kumar jinki website www.allhindimehelp.com hai, kamal khan jinki website www.desimesikho.com & www.kamalgrd.com hai aur ek aur blogger he unse bhi mujhe bahut kuchh seekhane ko mila jinka name hai jumedeen khan jinki website www.supportmeindia.com hai. Aur aaj me ek baar fir in sabhi ashirwad se me ye post apki sewa me bhej raha hu ummed karta hu aap is post ko bhi bahut sara pyar denge. To chaliye shuru karte hai apne aaj ke topik ki taraf. Dosto aaj me apko marquee code kare me bataunga. Jo shayad har blogger use karna chahata hai. Isliye apse request he ap is post ko poora read kare tabhi aap kuchh seekh payenge.
Marquee text/code aur image kya hai?
marquee in html w3schools
Dosto apne bahut sari government website aur company ki website dekhi hongi jinme hamako bahut se effects dekhane ko milte hai. Jaise move karte huye text or image jo kabhi ek line chalate rahate hai aur kabhi aage-peeche bhi chalte hai aur Kabhi oopar se neeche ki taraf bhi chalte hai. Jinme koi hight light news chalti rahati hai ya koi bhi text jo visiters ke welcome liye aisa effect laga diya jata hai. mere jaise new blogger bhi chahate hai ki unki bhi website ya blog me aisa effect aa jaye to maza aa jaye to dosto aap sahi blog par aaye hai jo apki isi problem ko laker ye post likh raha hu.
Marquee text or image effect ka ek blogger ke liye kya use hota hai ?
marquee html
Alternate marquee behavior effect kya hai
Ab Alternat marquee behavior effect ke bare me thoda sa bata dete hai . Alternat marquee behavior effect se ham apne text ya image ya koi link ko aisi direction dete hai jisse vo text ya image ek nishchit didha me move karti hai. Matalab hamara text right se left ko jaata hai or fir left corner par touch karke vapis right side ko chalne lagta hai agar aap is code ko apni site par lagana chahte hai to apko “www.onlyhondigk.blogspot.com” ke jaghe apna text type karna hai aur uske baad aap jaha chahe apne blog par is code ko copy karke paste kar sakte hai.
1. <marquee behavior=”alternate“>www.onlyhindigk.blogspot.com</marquee>
Right marquee direction effect.
marquee speed
Right marquee direction effect me hamara text left se right ko run karta hua dikhaye deta hai agar ap is code ko apni site par lagana chahte hai to apko “online knowledge in hindi” ke jaghe apna text type karna hai or fir ap jaha chahe apne blog par ise copy karke paste kar sakte hai.<marquee direction=”right”> www.onlyhindigk.blogspot.com </marquee>
marquee in html w3schools
2. Reoccurring marquee effect.
Reoccurring marquee effect ek aisa marquee effect hai jisme hamara text alag-alag position me show hota hai or fir hide ho jata hai right side me aate he left ko chalne lagta hai agar ap is code ko apni site par lagana chahte hai to apko "onlyhindigk” ke jaghe apna text type karna hai or fir ap jaha chahe apne blog par ise copy karke paste kar sakte hai.
3. <marquee behavior=”alternate”><marquee width=”200″> www.onlyhindigk.blogspot.com</marquee></marquee>
Basic marquee effect.
Jaise ke eske name se he pata chalta hai ye ek samanya marquee effect hai ye effect aapko bahut se websites ya blog par dekhne ko mil jayega es effect hum hamara text right se left ko run karta hua dikhaye deta hai agar ap is code ko apni site par lagana chahte hai to apko “onlyhindigk” ke jaghe apna text type karna hai or fir ap jaha chahe apne blog par ise copy karke paste kar sakte hai.
.
4. <marquee>online www.onlyhindigk.blogspot.com </marquee>
Up marquee direction effect.
Is maequee effect ki help se hamara koi text oopar ki taraf sarkta dikhayi deta hai . jyada tar sarkari websites me isi code ko use kiya jata hai. Yadi aap is code ko apne blog par lagana chahate hai to apko hamari website ke url ya title ki jagah“www.onlyhindigk.blogspot.com” apna text type karke lagana hai. Uske baad aap kahi bhi aap copy karke laga sakte hai. <marquee direction=”up”> www.onlyhindigk.blogspot.com</marquee>
Down marquee direction.
Is code se hamara koi bhi text oopar se neeche ki or ata dikhayi deta hai.agar aap is code ko use karna chahate hai to apko isme bhi same edite karna hai aur hamare blog ke url ki jagah aap apna koi bhi text dal sakte hai “onlyhindigk” uske baad aap jaha chahe apni website me copy karke paste kar de.
<marquee direction=”down”> www.onlyhindigk.blogspot.com</marquee>
5. Fast scrollamount maquee effect.
is code se hamara text right side se left side ki or chalata dikhayi deta hai.aur ha iski speed thodi jyada hiti hai isliye aap is code me jo speed code 20 diya hai ya fir aap hamare 6 number ke marquee code ko use kar sakte hai jo slow motion me run hota hai.use aap apne hisab se rakh sakte hai. Agar aap ise use karna chahate hai to aap hamare url “www.onlyhindigk.blogspot.com” ki sthan par apna text enter kar de uske baad aap jahan chahe aap ise copy karke paste kar de me iski sakah apko only header ya footer me use karne ki salah dunga. Baki apki jaisi ichchha ho waha use kar sakte hai.
<marquee scrollamount=”20″> www.onlyhindigk.blogspot.com</marquee>
6. Scrolldelay marquee effect.
Is effect me me hamara koi bhi particular text thoda slow motion me right se left ki or move karta hai. Mera matalab isme hamara text ya koi message slow chalega ye thoda 5 number ke text se achchha he kyonki isme apke visiters apka text aasani se read kar payenge . ise use karna chahate hai to aap hamare text ki jagah par apna koi message type karke laganea hai. “onlyhindigk” iske baad aap code ko copy karke apni website ki location ke hisab se copy karke paste kar de.
<marquee scrolldelay=”250″> www.onlyhindigk.blogspot.com</marquee>
7. Alternate image marquee effect right to left side.
Is effect me ham kisi bhi image file ko right side se left side ki taraf move ya run karta hai uske baad left corner me jake wapish right side me jata hai .yadi aap is effect ko use karna chahate hai tois code me se jo image ka url hai use aap change karke code ko copy and paste karke kahi bhi use kar sakte hai. https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEihHEk9urK7ulU898tj4qZV0mgT30AqL0MDpw4JQ1tAU1iukU_3JESOzkYuhYcoXkAcX1trU7pWJv1iLu1luMXpDSs11uOczKwZ8MwOL2dsm1xhts52_ewPxwl9ilu3eA_T_SQkOLi-pbI/s1600/marquee+text+image.jpg is url ki jagah aap apna image ka url dale fir use kare..
8. .marquee image behavior alternate direction up.
Is effect me hamari koi particular image neeche se ooper ki taraf run karti hai. Agar aap is code kase apne website me karna chahate hai to simply is yellow color me diye gaye image ke url ki jagah apna image ka url use kar sakte hai.
<marquee behavior=”alternate” direction=”up” scrollamount=”15″><marquee behavior=”alternate” direction=”right” scrollamount=”15″><img src=”https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEihHEk9urK7ulU898tj4qZV0mgT30AqL0MDpw4JQ1tAU1iukU_3JESOzkYuhYcoXkAcX1trU7pWJv1iLu1luMXpDSs11uOczKwZ8MwOL2dsm1xhts52_ewPxwl9ilu3eA_T_SQkOLi-pbI/s1600/marquee+text+image.jpg” /></marquee></marquee></div>
9. Down image behavior marquee effect.
Ye effect bhi jaust 8 number ke effect ka ulta hai matalab ye neeche se oopar ki taraf image run hoti hai. Ise bhi aap simple tarike se image ke url ko edit karke apani blog me kahi bhi use kar sakte hai. “https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEihHEk9urK7ulU898tj4qZV0mgT30AqL0MDpw4JQ1tAU1iukU_3JESOzkYuhYcoXkAcX1trU7pWJv1iLu1luMXpDSs11uOczKwZ8MwOL2dsm1xhts52_ewPxwl9ilu3eA_T_SQkOLi-pbI/s1600/marquee+text+image.jpg” aap bas is peele rang ke url ki jagah apna url use karna hai
<marquee direction=”down”><img src=”https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEihHEk9urK7ulU898tj4qZV0mgT30AqL0MDpw4JQ1tAU1iukU_3JESOzkYuhYcoXkAcX1trU7pWJv1iLu1luMXpDSs11uOczKwZ8MwOL2dsm1xhts52_ewPxwl9ilu3eA_T_SQkOLi-pbI/s1600/marquee+text+image.jpg” /></marquee>
10. Simple and Basic marquee image effect.
Is code ki vajah se image left se right ki taraf move karti dikhayi deti hai ise bhi aap same oopar wale method se edit karke apne blog me kahi bhi use kar sakte hai.
<marquee”><img src=” https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEihHEk9urK7ulU898tj4qZV0mgT30AqL0MDpw4JQ1tAU1iukU_3JESOzkYuhYcoXkAcX1trU7pWJv1iLu1luMXpDSs11uOczKwZ8MwOL2dsm1xhts52_ewPxwl9ilu3eA_T_SQkOLi-pbI/s1600/marquee+text+image.jpg” /></marquee>
ya fir aap is website par click karke bhi bahut sare marquee effect copy kakr usme thoda bahut edit kake use kar sakte hai
ya fir aap is website par click karke bhi bahut sare marquee effect copy kakr usme thoda bahut edit kake use kar sakte hai
Dosto mene yaha par apko thodi marquee code ki chhoti si knowladge share ki hai apko ise padh kar kaisa laga ye aap hame comment karke jaroor bataye. Aur apko is post se thodi si bhi help mili hoto please ise share karna na bhoole apka chhota bhai VIJAY SINGH from agra uttar pradesh
Nice info - what is seo best trick on page seo
ReplyDeleteexcellent post
ReplyDeleteMitti ka paryayvachi