how to root android phone in hindi

how to root android phone learn in hindi

MOBILE ROOTING SE FAYDE AUR NUKSAN KYA HAI – PROFIT & LOSS [HINDI]
Dosto mai aaj aapse baat
karne wala hu Mobile Rooting ki , Mobile Rooting kya hai,aur Mobile Ko Root
karne se Kya Advantage aur Disadvantage hai.
What is android Mobile Rooting in hindi 

how to root android phone -

                             Jaisa ki aap sab jante hai ki Rooting ka Matlb hota hai Jadh,to aap Rooting ko Aese samjhaiye ki Apne Mobile ki Software ke Jadh tak hi pahchna hi Rooting Hoti hai, aur aagr aap kisi cheej ki jadh me pahuch gye to sara  Control aapke hath me hoga, yani ki aap Rooting ke baad apne Mobile Ko
acche se Optimize kar sakte hai.
Rooting Is Leagl Or
Illigal in Hindi –


Rooting puri tarah se
illegal process hai, iske baad aapke Android Phone ki Warranty khatm ho jati
hai.aapke mobile phone ki company yah pasand nahi karti.
Must Read-
Root se Fayde aur Nuksaan-
Nuksan-
  • Jaise hi aap Apne phone
    ko root karte hai to aapke Phone ki Warranty chali jati hai .
  • Agar aap Phone ko root
    kar karhe hai aur aapne thodi bhi galti kar di to aapka mobile Dibba ho jayega.
  • Phone ki Security chali
    jati hai, aur Security aap par nirbhar ho jati hai
  • aap ko official Mobile
    Updates milna band ho jayenge.
Fayde-
  • Rooting karne ke baad aap
    Preinstall Apps yani ki pahle se install apps ko aap uninstall kar sakte hai.
  • Rooting karne baad bahut
    saare aaps market me available hai jinke jariye aap Phone ki Internal Memory ko
    badha sakte hai.
  • Rooting karne ke baad aap
    apne mobile Performance acchi kar sakte hai, jisse aap apne mobile me ek sath
    kai kamo ko acche se Use kar sakte hai.
  • Mobile ki apps par baar
    baar aane wale ads ko Remove kar sakte hai.
  • Rooting ke baad aap  CPU Proccesser ki Speed Bhi increase kar
    sakte hai.
 दोस्तों , आशा है यह Post
आपको पसंद आई होगी , अगर आप आगे भी ऐसी ही Posts से अपने आप को Update करना चाहते
है ,तो आप हमें Subscribe जरुर करे |
बनिये और भी Smart , onlyhindigk.ke sath