mobile heating problem solution in hindi

android phone overheating solition in hindi

onlyhindigk.blogspot.in

Friend’s aaj ka doaur android or smart phone ka hai aajkal .mobile heating problem solution in hindi.
log android phone lena adhik like karte hai. Lekin hota kya jab naya naya phone lete hai to unko ushe use karne ki puri jaankarinahi hoti hai jishki bajha se new users ko kai problems hoti hai. Unme se ek sabase badhi problem jo hai bo ye hai ki mobile hang hona jiski jaankari main apko batunga. Main ish post me apko kuch khas karan bataunga-play store
jinhe karne se apka phone hang nahi hoga. To aoo friends jaane kyn hota hai android phone hang aur kya upai hai


kya apka android phone garm hota hai agar han to jarur padhe

kya apka android phone hang hota hai? Jaane kyn?

Tip 1mobile update kaise kare in hindi.Apke mobile me jo bhi apps install ho aap unme se job apps apke jitne kam kaam aate ho aap unko uninstall karde kynki ki ye apps apke phone liye khatarnaak ban sakte hai kyuki unke dhire dhire data storage badhte jaate he or apko pata bhi nahi chalega apka mobile kyn hang ho raha hai.to apko ram cleaner ka use karna chahiye./ram booster
Tip 2. ye galti aksar log karte hai ye ek main point hai aap jo bhi apps ka use nahi karte ho ushe turant stop kardo kynki agar wo running me hoga to apka mobile bahut hi hang hoga.
 kuch apps ka data bhi clear karte rahen kynki time pe data badh jaane pe mobile hang nahi hoga.
Tip 3.  Agar apne new phone liya ho to aap apne mobile me dhadha dhadh apps mat install kare kyyki aisa karne se naya naya mobile load nahi kar sakta or kuch hi day baad apka mobile hang hone lag jata hai.
Tip 4. jyada tar log internal storage me apps install karte hai to aisa karne se ram[ pe bhi ashar padhata hai aur mobile hang hone lagta hai isliye jydatar apps ko aap memory card me install kare aur agar apne internal me install kiya hai to ushe aap memory card me transfer karde.
Tip 5. ho sake tab tak aap apne internal storage ko clear rakhe means ki aap apne phone memory main kuch bhi save mat bhariye or memory card me bhi kuch space rakhe jishse ki apke paas agar 8 gb ka memory card chalate ho to to apko 500mb-1 gb tak ki to space rakhni hi chahiye. google photos
Tip 6. Agar aap internet chalate ho to data chalu karne ke baad kuch der ke liye kanhi bhi tuch mat kariye kyuki aap jab bhi data on karte ho tab bahut si process on ho jaati hai jaisa kuch  notifications , hike ,any update etc or agar aap kanhi pe touch karenge to phone bahut hi hang hoga. kyyki apke phone me bahut si process pahle se hi chal rahi hai aur aap bhi chalana chanhte ho ishliye phone par overlaod hota hai. To ishliye aap kuch notifications ko full open hone ka wait kare baad me unko open karle aur uske baad hi kuch kare
Tip 7. Agar apke pass pc hai to aap apne pc se baar aar apne Memory or Phone Memory ko pc me connect karke scan karte rahe kynki agar aap internet ka use karte ho to kuch viruses aa jate hai to wo nikaal jayenge.ram


Tip 8. Agar apke pass pc nahi hai to aap ek achi si booster cleaner anti virus apps download kare. Aur apne phone ki browser history ko clean karte rahe
Tip 9. aur ak sabase khas bajha android phone hang hone ki jis par aksr log gaor hi nhi karte bo ye hai ki aap agar bahut high level ke browser use karte ho jaise ki Google Chrome , firefox mozila , uc browser aise high level ke jo bhi browser hai aap unka clear data jarur kare. Clear data se matlb ye hai ki jab bhi aap net chalate ho to uski history rah jati hai aur jyada tar apke mobile Ko yehi browser histrory hang karte hai. Un sabhi broswer ke andar se clear cookies, clear data, clear history ko agar aap clear nhi karoge to in sabhi ke liye phone memory ki jarurat padhegi ishliye ye sub jarur clear kare. Aisa karne se apke Mobile ke system par bahut hi kam load padhega. Aur apka phone hang 
nahi hoga.- latest android version
Friends main ummeed karta hun Ki ye jaankari apko achi lagi hogi aur ishse apko kuch help jarur melegi. Agar apko android phone ke bare me aur kuch jaankari chahiye ho to hume comment kare main age bhi aap friends ke liye aisi hi useful android phone se judhi jaankari aur tips ke bare me share karta rahunga aap hume comment kare jarur batayen ki ye jaankari apko kaisi lagi aur apne friends ke sath hume jarur share kare. Humare sabhi new post ke updates ke liye Hume subscribe kare. Hamara facebook page like kare jishse har post ki jaankari apko facebook par mil jayegi
humara facebook page like karne ke liye yanha click kare  https://www.facebook.com/vijasinghbaghel/

No comments:

Post a Comment