Meta tag kya hota hai?
Hello dosto ,aaj main apke samne ek fir nayi aur intrasting jankari ke sath hazir hun. dosto aaj ki post un sabhi readers ke liye khas hai jinhone blog/website banali hai. dosto mai kai dinse logo se sun raha tha ki hamari website ya blog google ya fir bing jaise search engine me kyo show hari hai . meri pichhali post ko aapne bahut pyar diya . aur mujhse ye sawal kiya to mene unko meta tag ke baare me bataya.dosto agar apke koi bina print wale pouch ko de aur pooche ki isme kya hai to aap shayad bata nahi payenge. bas yahi condition hamare blog ke sath hoti hai. meta tag ek blueprint hota hai . jo duniya ki har website ka hota hai. agar ham apni website ka meta tage nai karenge to google ya bing ,yahoo jaise search engine ye kabhi nahi samajh payenge ki apki website me kya jankari hai, aap kya post karte ho . bas ye galati lagbhag har naya blogger karta hai.
meta tag hamare blog ka discription{about} hota hai. jisme hamare blog/website ki jankaro hoti hai. tabhi google/bing jaise search engine apke blog ko crowl karte hai aur apke blog ya website ki rank increase hoti hai.
meta tag hamare blog ka discription{about} hota hai. jisme hamare blog/website ki jankaro hoti hai. tabhi google/bing jaise search engine apke blog ko crowl karte hai aur apke blog ya website ki rank increase hoti hai.
dosto meta tag hamari website ka ek reper/ cover print he jisse search engine ko jankari ho jati ki apki website kon-kon si knowlage visitors ko deti hai. aur google/bing/yahoo jaise badhe-badhe search engine ko bhi isse ya pata chalata hai ki usi meta tag discription aur apke keywords ke hisab se search me lata hai,
ek safal blogger banane ke liye meta tag aur discription ko bahut hi prabhavi tarike use karna chahiye.
ek safal blogger banane ke liye meta tag aur discription ko bahut hi prabhavi tarike use karna chahiye.
SEO Friendly Meta tag Kyo jaroori hota hai ?
dosto me apko batana chahunga ki SEO do prakar se add kar dakte hai.
- on page SEO
- off page SEO
- meta tage
dear readers main apko bata du ki hamari website ya blog me do prakar ke meta tag use kiye jate hai.
- home page discription
- seo metatags
kabhi kabhi me dost online meta tag genarate karke blog me add kar dete hai . fir bhi unko koi fayada nahi hota hai. jab aap meta tag online banate ho to bo kuch common words ko leta hai jo kabhi kabhi bekar ke hote . yaha me usi ka solution dene wala kyoki hume khuch words menualy add karne hote hai.
Metatage kis prakar se likhana chahiye
yaha me meta tag ka ek format de raha hu jise aap follow karenge to apko 80%-99% benifit milega ye mera vishwas hai
- sabse pahale apne blog ka discription dale ki apka blog kis bare me hai
- apke blog ka topic konsa hai{jaise youtube/adsense/education/blogger/ earn money etc.}
- author name { yaha post ke writer ka name dale/ apna name
- country { yaha aap apna country na name dale- india. bangladesh, pakistan etc.}
- launguage- jo apni bhasha jisme aap post dalte ho hidi/endlish/ urdu etc.
- kin-kis words ko search me lana hai- {yaha aap all karde}
Thanks for nice content.
ReplyDeletedofollow instant approval blog commenting sites list
blogger meta tag generator, blogger meta tags generator, meta tag generator for blogger