Web 2.0 website se do follow quility backlink kaise banaye
Namaskar, Dosto apka ek baar fir onlyhindigk.blogspot.com me apka swagat hai.aaj me apke sath web 2.0 websites high quality dofollow backlink generate karane ki knowladge ko share karne wala hu. Aur ummid karta hun. Aap hamesha ki tarah is artical ki apna pyar denge. To chaliye shuru karte hai.
Sabse pahale hum ye jaan lete hai. Ki ye web 2.0 website kya hoti hai. Iske baare me janana bahut jaroori hai. Aur ye hume backlink kaise provide karti hai.
Web 2.0 website konsi hoti hai.
dosto web 2.0 website aisi hiti hai jo hame free me subdomain create karke us par post share Karne ki permission deti hai. For example-www.blogger.com aur wordpress.com aisi Duniya hazaro websites hai.isi Tarah se facebook.com web 2.0 website hai. Web 2.0 websites me ham alag se koi bhi free me website bana sakte hai. Apni marji ke post share kar sakte hai.
Jaise apko samjhane ke liye ye example deta hu
Apne blogger par ek free subdomain ka blog create karke uspar ap apne ichchha se artical dalte hai. Jaise mera hi blog dekh lijiye. www.onlyhindigk.blogspot.com aisa koi bhi aap blog create karte ho to apko usme only account par hi control he jabki domain hamara nahi hai. Fir bhi apka us par full control rahata hai.
Ab aisi website jo apne website par apko free me subdomain create karne ki permission deti hai. Ye websites hi web 2.0 website hoti hai. Web 2.0 ka new virsion web 3.0 he jo future me sabhi website use karengi.
Isi tarah se internet par social media websites he jo hume web 2.0 ki suvidha deti hai. Jisse user apne ausar apna account ko menage kar sakta hai.
Jahan se hum badhi aasani se high quility do-follow backlink bana sakte hai.
Jo life time ke liye apko benifite degi. Aisa mera vishwas hai. Kyoki mene bhi isko follow kiya he 1 month pahale jiska mujhe ab benifite mil raha hai. Jissi mujhe per day 800 se 900 views aane lage hai. To mene socha kyo na me apke sath is personal experienc ko apke sath share karu. Jisse apko fayada mil sake.
Web 2.0 websites se high quality DO-FOLLOW backlink
Web 2.0 website se do-follow backlink banane se kya fayada hai. Iska fayada apko me batata hun. Apko web 2.0 website se backlink banane se bahut sare fayade hote hai- isse apki google search rank increase hoti hai, page ki rank badhati hai. Apko organic traffic generate hota hai, aur apke domain ki authority bhi badhati hai.iske alawa apko web 2.0 se apko reffer traffic bhi bahut milta hai. Jo mujhe mil raha hai. Jisse apki earning badhegi jo 100% apko 20$ se 40$ daily tak earning dila sakti hai. Me yaha apko 3 top web 2.0 website ke bare me bata du.
Best web 2.0 websites for quality backlinks
1- Blogger.com jika alexa rank 70 he aur DA- 90 and PA- 75
2- Wordpress.com jiska alexa rank 59 he and DA- 99 and PA-95 he
3- Tumbler.com alexa rank 56 he DA- 99 and PA- 95 he
Aap inka use kare apko 100% earning hogi jise aap sambhal nahi paoge. Ab yaha me thodi-thodo inki account aur backlink banane ki bhi information de raha hu . aap dhyan se read kare.
1- Blogger se web 2.0 dofollow high quality backlink kaise create kare.
Sabse pahale aap blogger par apna blog create kar lijiye. Jiske liye apke pass ek gmail.com ki ek email id honi chahiye . ab free blog website kaise banaye is post ko aap yaha click karke poori details ke sath hindi me padhe.
Ab apne blog succesfully blog bana liya hai ap aap apne blog se related 3-4 post likhe. Aur har post me apne blog ki 4-5 posts ki link dale jaise mene ye Blog se free website kaise banaye jane hindi me ye hamari post ka source hai ab apni post ko publish kar de.
Bas apko har bar new post dalte samaye apko 5 se kam hi link dalni he .
Mubarak ho apne successfully web 2.0 website he high-quality backlink bana liya hai.
2- Wordpress.com se web 2.0 high-quality do follow backlink Kaise banaye.
Iske Liye Bhi apko same blogger wala hi process follow Karna hai. Email id se wordpress.com par ek blog create Karo aur new post likho 5-6 jo apke blog se related ho aur har post me 4-5 apni post ki link add karo publish kar do. Mubarak ho apne WordPress par bhi web 2.0 high-quality backlink create kar liya.
Tumbler ye bhi web 2.0 backlink generate Karne help karti hai waise ye ek social media website hai fir bhi ye apko ek subdomain yani ek blog create karne ki permission deti hai jo ek achchhi baat hai.
Isme apko sabse pahale tumbler.com par jana hai aur fir email address ki help se signup Kare aur get start par click karenge to apko samane ek new window opee hogi jaha par ye 4 cheezo ko zaroorat hogi.
· Apka email id dale.
· Apna ekstrong password dale.
· User name choose kare.
· Last sign up kare
Ap ek aur new window open hogi. Jisme apko kuchh cheezo ko fill karna hai.
· Apki age xyz kuchh bhi add kare but 18 year se kam nahi ho.
· I am not a robot ko confirm kare.
· Ab apke pasand koi 5 topics choose kare.
· Last next par click kare.
Ab apka tumbler apr account to bana chuke hai. Ab tumblar par apne blog ki post ka link add kare aur apna post ko publish kar de.NOTE- jab aap tumblaer par koi post likhate to apko upar ki taraf ek LINK ka icon dikhayi dega us par click karke ap apni posts ki 4-5 link add kar sakte hai.
Mubarak ho dosto apne 3 type ki web 2.0 website se high-quality backlink Bana li hai.
Dosto apko hamari ye post kaisi lagi ye hume comment karke jaroor bataye.
Aur ha agar kisi bhi hamare visitor ko dofollow backlink chahiye bo bhi 100% free to bhi aap hame comment kare ya email kare . me bilkul free backlink bana kar dunga. But apko hamare blog ki link ko apni web site me kam se kam do post par lagana hoga. l
nice information
ReplyDeletehindi grammar
very nice
ReplyDeleteRapid Tags