free favicon generator ka use kaise kare
hello dosto aksar aapne dekha hoga ki bahut blogger ke plateform par bane blog par jab blog title search karte hai tab blog ke title ke sath us blog kachhota sa logo ya photo aata hai or aap bhi soch rahe honge ki ye photo ya logo kaise remove kar sakte hai to chalo bina time waste kiye huye me topic ki baat karta hu. Dost ye website ka icon hota hain aur agar aapne apni website blogger ke plateform par banayi hain to aapka fevicon blog ka fevicon hoga. Feviconjaisa upar image main show ho raha hain aisa hota hain. Kuchh log kahate hai ki ye default hota hai ise change nahi kiya ja sakta hai lakin me apko ise change karne ka bahut hi simple sa method batane wala hu. Aur aap badi hi aasani se favicon ko change kar lenge. To chaliye shuru karte hai.
Fevicon kaise change karte hain:-
Step.2:- login hone ke baad aapko dashboard dikhayi dega aur left side me kuchh menu ki list dikhegi is list mese apko “Layout” par click kare. (jaisa upar screen shot me dikhai de raha hai.
Step.3:- iske baad apko layout me fevicon wale option ko find kare jo normaly oopar hi mil jata hai jab apko fevicon ka option mil jaye to apko “edit” par click karna hai (jaisa oopar image main show ho raha hain)
Step.4:- ab aapko “choose file” par click karke apni file select karni hain jaha apke pc ya laptop ya fir mobile me jis folder me se select karne ke baad “save” par click kar dijiye aur sabse important baat n\bata du aapka fevicon aap free favicon generator tool image ka square size maximum 150*150 ya 100*100 . agar aap fevicon online create ya download karna chahte ho to visit kijiye favicon generator tool.Fevicon.cc. ya fir aap ise offline yani ek chhote se tool se bhi kar sakte hai agar aap photoshop chalana nahi jante hai to. Dosto us tool ka name hai RIOT jo 2 mb se bhi kam size ka tool hai me uska personaly use karta hau.
To dosto ab aapka fevicon change ho chuka hain pahle upar image main blog ka fevicon tha par ab aapka crear favicon upload ho chuka hain.
Dosto agar aapko meri ye post pasand aayi ho to please hamari website/blog ko subscribe aur like jaroor karein.
Sarkari job se related website ko yaha se click karke visit kar sakte hai
Aur agar koi problem aa rahi hain to hume comment jaroor kare.
No comments:
Post a Comment