create a free blogger
create a free blogger
Namaskar friends aaj me aapke liye bahut hi popular post likh raha hu,how to start a blog for free and make money. me kai dino se youtube par bahut se videos dekhe jisme bataya jata hai ki kaise free me website banate hai aur usse money earn karte hai, dosto ye baat bilkul 100% sahi hai, but sawal ye aata ki website ko free me kaise banate hai. me baat kar raha hu blogger ki jo google ki free service hai. jab aap blogging aap blogging me success ho jate ho to baad me aap professional website bana sakte ho. baise blogger ke alawa wordpress se bhi free website bana sakte ho lakin pahale aap shikhana he to blogger ki salah dunga kyoki ye duniya ka sabse bada platform he jaha lakho website banayi jati hai. aur blogger ko chalane me bhi aasani hoti hai.
jayada time ko na lete huye seekhte he free website ko banana
How can create a free website
dosto sabse pahale apko ek email id ki jaroorat padegi jo aap neech link par click karke bana sakte hoemail id banane ke liye yaha click kare
ab dosto aap blogger ki official website par click karenge to aapke samne aise screen open hogi
blogger.com
waha par
aap create your blog par click karenge email id fill karke aap age ki screen par aa jaoge. jo apko aisi dikhayi degi
how to create a website for free
yaha par aap apni blog/ website ka tital dale jo bhi apko pasand ho iske baad aap apne blog ka url dale jo uniqe ho jise reader jaldi se yaad rakh sake. itna karne ke baad create blog par click kar de.
friends ab aap bilkul apni post/blog likhne ke liye taiyaar he. sabse pahale aap apni post ka tital dale jo hindi font me nahi hona chahiye kyoki ye apko post ka url bhi hota . jise log google me search karenge.google hindi keywords nahi leta hai.ye kam karne ke baad apni post ka discription dale
aur ha aap left side me aap setting jakar
how do bloggers make money from blogging
apne blog/website ka bh discription dale jisse google ko pata chale ki apki website ki kon kon se topic par post deti hai jisse google search result me dikhane me suvidha hito hai.
ab baat aati hai earning ki to iske liye aapke blog par jyada sejyada trafic honi chahiye .kam se kam 1000 page views to aap google me adsense ke liye apply kar sakte ho jo apko ads provide karti hai aur unn ads ko dekhne ke paise apko milte hai. agar koi kisi ads par click karta hai to uske bhi apko paise milte hai.
aisa bhi nahi hai ki 1 ya 2 post likh dene se hi apki earning start ho jayegi iske liye apko kam se kam 20 post likhani hogi jisse jyada se jyada log apke blog par aaye.
agar apko koi aur post chahiye to aap hame comment kar sakte ho me us par post likh dungajaise adsense.,admobe, youtube channal. ke bare me.
dosto agar apko meri post achchhi lagi ho to please ise share karna na bhoole.